Home / SHAYARI
Showing posts with label SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label SHAYARI. Show all posts
Sunday, January 29, 2017
Thursday, January 26, 2017
Sunday, November 29, 2015
LOVE/ROMANTIC SHAYARI
HINDI SHAYARI LOVE/ROMANTIC SHAYARI SHAYARI
Aankhon Ki Gehrai Ko Samajh Nahi Paate,
Hoth Hai Magar Kuch Hum Keh Nahi Paate,
Apni Dil Ki Baat Kis Tarah Kahe Tumse,
Tum Wahi Ho Jinke Bina Hum Reh Nahi Paate.
Hoth Hai Magar Kuch Hum Keh Nahi Paate,
Apni Dil Ki Baat Kis Tarah Kahe Tumse,
Tum Wahi Ho Jinke Bina Hum Reh Nahi Paate.
LOVE/ROMANTIC SHAYARI
ENGLISH SHAYARI LOVE/ROMANTIC SHAYARI SHAYARI
Dil Nahi Lgata Apko Dekhe Bina,
Dil Nahi Lgata Apke Bare mei Soche Bina,
Ankhe Bhar Aati Hai Ye Soch Ke
Kis Hal Me Hoge Aap Hmare Bina...
Dil Nahi Lgata Apke Bare mei Soche Bina,
Ankhe Bhar Aati Hai Ye Soch Ke
Kis Hal Me Hoge Aap Hmare Bina...
FRIENDSHIP SHAYARI
ENGLISH SHAYARI FRIENDSHIP SHAYARI SHAYARI
Har Rishta Milta Hai Virasat Me,
Phir Dosti Kyu Alag Se Banai Hai,
Kyuki Baaki Rishte Banaye Khuda Ne,
Aur Dosti Khud Khuda Ki Parchai Hai.
Phir Dosti Kyu Alag Se Banai Hai,
Kyuki Baaki Rishte Banaye Khuda Ne,
Aur Dosti Khud Khuda Ki Parchai Hai.
Saturday, November 28, 2015
FRIENDSHIP SHAYARI
FRIENDSHIP SHAYARI HINDI SHAYARI SHAYARI
ये दोस्ती चिराग हैं जलाए रखना !
दोस्ती खुशबू हैं महकाए रखना....!!
हम रहे आपके दिल में हमेशा के लिए !
इतनी जगह दिल में हमारे लिए बनाए रखना !!
दोस्ती खुशबू हैं महकाए रखना....!!
हम रहे आपके दिल में हमेशा के लिए !
इतनी जगह दिल में हमारे लिए बनाए रखना !!
BEWAFAA SHAYARI
BEWAFAA SHAYARI HINDI SHAYARI SHAYARI
दिल जो तोडोगे मेरा तो खुद भी बिखर जाओगे।
जी तो हम भी ना सकेँगे मगर तुम भी किधर जाओगे॥
ये मशविरा है कि आँखो मेँ बसा लो मुझको,
हम भी सँवर जायेगेँ तुम भी निखर जाओगे॥
जी तो हम भी ना सकेँगे मगर तुम भी किधर जाओगे॥
ये मशविरा है कि आँखो मेँ बसा लो मुझको,
हम भी सँवर जायेगेँ तुम भी निखर जाओगे॥
SCHOOL/COLLEGE SHAYARI
ENGLISH SHAYARI SCHOOL/COLLEGE SHAYARI SHAYARI
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baat Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna!!!
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baat Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna!!!
BEWAFAA SHAYARI
BEWAFAA SHAYARI HINDI SHAYARI SHAYARI
कहती है दुनिया जिसे प्यार, नशा है , खताह है!
हमने भी किया है प्यार , इसलिए हमे भी पता है!
मिलती है थोड़ी खुशियाँ ज्यादा गम!
पर इसमें ठोकर खाने का भी कुछ अलग ही मज़ा है!
हमने भी किया है प्यार , इसलिए हमे भी पता है!
मिलती है थोड़ी खुशियाँ ज्यादा गम!
पर इसमें ठोकर खाने का भी कुछ अलग ही मज़ा है!
BEWAFAA SHAYARI
BEWAFAA SHAYARI ENGLISH SHAYARI SHAYARI
Bewafa Nahi Hai Woh Yeh Manta Hun Mein,
Woh Bhi Chahte Hain Hamein Yeh Jaanta Hu Mein
Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hun Mein,
Unki Badli Huyi Najrein Toh Pahchanta Hun Mein…
Woh Bhi Chahte Hain Hamein Yeh Jaanta Hu Mein
Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hun Mein,
Unki Badli Huyi Najrein Toh Pahchanta Hun Mein…
Monday, November 16, 2015
MIRZA GHALIB SHAYARI
ENGLISH SHAYARI MIRZA GHALIB SHAYARI SHAYARI
laazim tha ki dekho mera rasta koee din aur
tanha gaye kyon ? ab raho tanha koee din aur
mit jaayega sar, gar tera patthar na ghisega
hoon dar pe tere naasiyaa_farsa koee din aur
aaye ho kal aur aaj hee kehte ho ki jaaoon
maana ki hamesha naheen, achchaa, koee din aur
jaate huve kahte ho, qayaamat ko milenge
kya khoob ! qayaamat ka hai goya koee din aur ?
haan 'ei falak-e-peer, javaan tha abhee 'aarif'
kya tera bigadata jo na marta koee din aur ?
tum maah-e-shab-e-char_dahum the; mere ghar ke
phir kyon na raha ghar ka woh naqsha koee din aur ?
tum kaun se 'eise the; khare daad-o-sitad ke ?
karta malak_ul_maut taqaaza koee din aur ?
mujhse tumhain nafrat sahee, 'nayyar' se ladaayee
bachhon ka bhee dekha na tamaasha koee din aur ?
guzree na bahar-haal yah muddat khushee-naakhush
karna tha, javaan_marg ! guzaara koee din aur
naadaan ho jo kehte ho ki kyon jeete ho 'ghalib'
qismat mein hai marne ki tamanna koee din aur ?

meherabaan hoke bula lo mujhe chaaho jis waqt
main gaya waqt naheen hoon ke fir aa bhee na sakoon
zauf mein taana-e-aghayaar ka shikawa kya hai ?
baat kuchch sar to naheen hai ke utha bhee na sakoon
zehar milta hee naheen mujhko sitamgar, warana
kya qasam hai tere milne kee, ke kha bhee na sakoon
main gaya waqt naheen hoon ke fir aa bhee na sakoon
zauf mein taana-e-aghayaar ka shikawa kya hai ?
baat kuchch sar to naheen hai ke utha bhee na sakoon
zehar milta hee naheen mujhko sitamgar, warana
kya qasam hai tere milne kee, ke kha bhee na sakoon
MIRZA GHALIB SHAYARI
ENGLISH SHAYARI MIRZA GHALIB SHAYARI SHAYARI
Ye na thee hamaaree qismat ke wisaal-e-yaar hota
Agar aur jeete rehte yahee intezaar hota
Tere waade par jiye ham to ye jaan jhoot jaanaa
Ke khushee se mar na jaate agar 'eitabaar hota
Teree naazukee se jaana ki bandha tha 'ehed_booda
Kabhee too na tod sakta agar oostuwaar hota
Koee mere dil se pooche tere teer-e-neemkash ko
Ye khalish kahaan se hotee jo jigar ke paar hota
Ye kahaan ki dostee hai ke bane hain dost naaseh
Koee chaarasaaz hota, koee ghamgusaar hota
Rag-e-sang se tapakta wo lahoo ki fir na thamta
Jise gham samajh rahe ho, ye agar sharaar hota
Gham agarche jaan_gulis hai, pe kahaan bachain ke dil hai
Gham-e-ishq gar na hota, gham-e-rozgaar hota
Kahoon kis se main ke kya hai, shab-e-gham buree bala hai
Mujhe kya bura tha marna ? agar ek baar hota
Hue mar ke ham jo ruswa, hue kyon na gharq-e-dariya
Na kabhee janaaza uthata, na kaheen mazaar hota
Usse kaun dekh sakta ki yagaana hai wo yaktaa
Jo dooee ki boo bhee hotee to kaheen do chaar hota
Ye masaail-e-tasawwuf, ye tera bayaan 'Ghalib' !
Tujhe ham walee samajhate, jo na baada_khwaar hota

HINDI SHAYARI MIRZA GHALIB SHAYARI SHAYARI
इशरत-ए क़तरह है दरया में फ़ना हो जाना
दरद का हद से गुज़रना है दवा हो जाना
तुझ से क़िसमत में मिरी सूरत-ए क़ुफ़ल-ए अबजद
था लिखा बात के बनते ही जुदा हो जाना
दिल हुआ कशमकश-ए चारह-ए ज़हमत मे तमाम
मिट गया घिसने में इस `उक़दे का वा हो जाना
अब जफ़ा से भी हैं महरूम हम अललाह अललाह
इस क़दर दुशमन-ए अरबाब-ए वफ़ा हो जाना
ज़ु`फ़ से गिरयह मुबददल ब दम-ए सरद हुआ
बावर आया हमें पानी का हवा हो जाना
दिल से मिटना तिरी अनगुशत-ए हिनाई का ख़याल
हो गया गोशत से नाख़ुन का जुदा हो जाना
है मुझे अबर-ए बहारी का बरस कर खुलना
रोते रोते ग़म-ए फ़रक़त में फ़ना हो जाना
गर नहीं नकहत-ए गुल को तिरे कूचे की हवस
कयूं है गरद-ए रह-ए जौलान-ए सबा हो जाना
बख़शे है जलवह-ए गुल ज़ौक़-ए तमाशा ग़ालिब
चशम को चाहिये हर रनग में वा हो जाना
ता कि तुझ पर खुले इ`जाज़-ए हवा-ए सैक़ल
देख बरसात में सबज़ आइने का हो जाना

Rahye Ab Aysi jagha Chal kar Jeha’N koi Na Ho,
Humsukhen Koi Na Ho Aur humzaba’N koi Na Ho.
Baydero Diwar Sa Ik Ghur Banaya Chahiye,
Koi Humsaya Na Ho Aur Pasba’N Koi na Ho.
Padhrye Gar Bimar To Koi Na Ho Timardar,
Aur Agar Mer Jaye To Noha Khwa’N Koi Na Ho.

WINTER SHAYARI
ENGLISH SHAYARI SHAYARI WINTER SHAYARI
Thand ka zamana hai,
SMS karke aapko satana hai,
Mousam bhi diwana hai,
2-4 SMS aap bhi kar do,
kya balance bacha k
"Naya swetar" lana h...
Happy Winter!!!
SMS karke aapko satana hai,
Mousam bhi diwana hai,
2-4 SMS aap bhi kar do,
kya balance bacha k
"Naya swetar" lana h...
Happy Winter!!!
DARD SHAYARI
DARD SHAYARI ENGLISH SHAYARI SHAYARI
Us Ne Chaha Ke Use Hum Na Mile,
Hum Ne Chaha Ke Use Ghum Na Mile,
Agar Khushi Milti Hai Use Hum Se Juda Ho Kar,
To Yahi Dua Hai ke,
Phir Use Kabhi Hum Na Mile!!!
Hum Ne Chaha Ke Use Ghum Na Mile,
Agar Khushi Milti Hai Use Hum Se Juda Ho Kar,
To Yahi Dua Hai ke,
Phir Use Kabhi Hum Na Mile!!!
BEWAFAA SHAYARI
BEWAFAA SHAYARI ENGLISH SHAYARI SHAYARI
Jaam pe jaam peene se kya faida dosto,
Raat ko peeyi huyi sharab hai...
Subah utar jayegi,
Arey pina hai to..
Do boond bewafai ke p k dekh,
Saari umar nashe me guzar jayegi!!
Raat ko peeyi huyi sharab hai...
Subah utar jayegi,
Arey pina hai to..
Do boond bewafai ke p k dekh,
Saari umar nashe me guzar jayegi!!
DARD SHAYARI
DARD SHAYARI ENGLISH SHAYARI SHAYARI
Tere haath ko seene se laga kar roye,
Hum tasweer main tumhe pass bula kar roye,
Tujhe sau bar pukara shab-e-tanhai mein,
Aur har bar tumhien pass na pa kar roye..!!
Hum tasweer main tumhe pass bula kar roye,
Tujhe sau bar pukara shab-e-tanhai mein,
Aur har bar tumhien pass na pa kar roye..!!
DARD SHAYARI
DARD SHAYARI ENGLISH SHAYARI SHAYARI
Kal Raat Sapne Mein Teri Tasveer Banna Dali,
Itni Achi Laggi Ki Dil Se Lagga Dali,
Phir Darr Laga Koi Chura Na Le,
Tab Itna Roya Ki Aansuo Se Mita Dali!!
Itni Achi Laggi Ki Dil Se Lagga Dali,
Phir Darr Laga Koi Chura Na Le,
Tab Itna Roya Ki Aansuo Se Mita Dali!!
Subscribe to:
Posts (Atom)
Contact Us
Label Information
- A MOMENTS INDULGENCE
- ACCOUNTANT JOKES
- ADVICE SMS
- AJIT AND ROBERT JOKES
- ANGRY SMS
- ANIMAL JOKES
- APRIL FOOL JOKES
- APRIL FOOL SHAYARI
- ARE YOU LOOKING FOR ME?
- ATTITUDE SMS
- BABAJI KA THULLU JOKES
- BEWAFAA SHAYARI
- BEWAFAA SMS
- BIRTHDAY SHAYARI
- BIRTHDAY SMS
- BOLLYWOOD JOKES
- BOY V/S GIRL JOKES
- BOYFRIEND SMS
- BOYS V/S GIRLS JOKES
- BOYS V/S GIRLS SMS
- BREAKUP SMS
- BROKEN HEART SHAYARI
- BROKEN HEART SMS
- CAGED BIRD
- CARING SMS
- CHILDREN JOKES
- CHRISTMAS SMS
- CID JOKES
- CLOUD AND WAVES
- COOL SMS
- CRICKET JOKES
- DARD SHAYARI
- DECENT SHAYARI
- DECENT SMS
- DHANTERAS SMS
- DIWALI SHAYARI
- DIWALI SMS
- DOCTOR JOKES
- EASTER SMS
- EID MUBARAK SMS
- ENGINEER JOKES
- ENGLISH JOKES
- ENGLISH LETTERS
- ENGLISH POEM
- ENGLISH SHAYARI
- ENGLISH SMS
- ENGLISH STATUS
- EXAM JOKES
- FACEBOOK JOKES
- FACEBOOK SMS
- FACEBOOK V/S WHATSAPP JOKES
- FAREWELL
- FLOWER
- FRIENDSHIP JOKES
- FRIENDSHIP SHAYARI
- FRIENDSHIP SMS
- FUNNY JOKES
- FUNNY SHAYARI
- GANDHI JAYANTI JOKES
- GHAZAL
- GIRLFRIEND JOKES
- GIRLFRIEND SMS
- GOOD FRIDAY SMS
- GOOD MORNING JOKES
- GOOD MORNING SHAYARI
- GOOD MORNING SMS
- GOOD NIGHT JOKES
- GOOD NIGHT SMS
- HAPPY NEW YEAR POEM
- HAPPY NEW YEAR SMS
- HINDI JOKES
- HINDI POEM
- HINDI SHAYARI
- HINDI SMS
- HOLI SMS
- HUSBAND V/S WIFE JOKES
- IIN JOKES
- INDEPENDENCE DAY SMS
- JOKES
- KABIR DAS KE DOHE
- KABIR POEMS
- KILLER SHAYARI
- KISS DAY SMS
- KUMAR VISHWAS POEMS
- LAUGHING JOKES
- LETTERS
- LOHRI MESSAGES
- LOHRI SMS
- LOVE ROMANTIC SHAYARI
- LOVE/ROMANTIC POEM
- LOVE/ROMANTIC SHAYARI
- LOVE/ROMANTIC SMS
- MAHABHARAT KATHA
- MAHAVIR JAYANTI SMS
- MARRIAGE ANNIVERSARY SMS
- MARRIAGE JOKES
- MAYA ANGELOU POEMS
- MIRZA GHALIB SHAYARI
- MOVIE JOKES
- MUNNA BHAI JOKES
- NAVRATRI SMS
- NETAJI JOKES
- PATIENT JOKES
- PATRIOTIC SMS
- PHENOMENAL WOMAN
- POEM
- POEMS ON VIDAAI
- POLITICAL JOKES
- PUNJABI SHAYARI
- RABINDRANATH TAGORE POEMS
- RAHIM DAS KE DOHE
- RAIN SHAYARI
- RAIN SMS
- RAJNIKANT JOKES
- RELIGIOUS SMS
- REPUBLIC DAY SMS
- SAAS-BAHU JOKES
- SANTA BANTA JOKES
- SARDAR JOKES
- SCHOOL/COLLEGE JOKES
- SCHOOL/COLLEGE SHAYARI
- SHARAABI JOKES
- SHARAABI SHAYARI
- SHAYARI
- SMILE SMS
- SMS
- STILL I RISE
- SUCCESS SMS
- TEACHER DAY SMS
- TEACHER/STUDENT JOKES
- THANK YOU SMS
- THE CHAMPA FLOWER
- TODAY'S QUOTE SMS
- TODAY'S THOUGHT SMS
- TOUCHED BY AN ANGEL
- TRIBUTE TO INDIA
- U.P. BOYS JOKES
- URDU POETRY
- VALENTINE DAY JOKES
- VALENTINE DAY SMS
- WHATSAPP JOKES
- WHATSAPP RELATIONSHIP STATUS
- WHATSAPP SMS
- WHATSAPP STATUS
- WHATSAPP TEXT
- WHERE THE MIND IS WITHOUT FEAR
- WINTER JOKES
- WINTER SHAYARI
- WINTER SMS
- WISE WORD SHAYARI
- WISE WORD SMS
- WISHING SMS
- WOMAN WORK
- ZINDAGI SHAYARI
POPULAR
-
BEST GOOD MORNING SHAYARI TOP BEST GOOD MORNING SHAYARI Aaj kuch ghabraye se lagte ho, Thand mein kampkapaye se lagte ho, Nikhar k...
-
Update : New SMS N Quotes Added. "831 means 'I Love You' 8 letters 3 words 1 meaning." "Loving you is...
-
Love is that state of mind when a karan johar film becomes bearable. Dream as if you’ll live forever..Live as if tomorrow is last one. ...
-
Yaad Aaye To Aankhe Band Mat Karna, Ham Chale Bhi Jaaye To Gham Mat Karna, Yeh Zaruri Nahi Ki Har Rishte Ka Koi Naam Ho, Par Pyaar Ka Ehsa...
-
॥ आज़ का सुविचार ॥ इंसान ने वक़्त से पूछा... " मै हार क्यूं जाता हूँ?" "वक़्त" ने बहुत ही खूबसूरती से कहा....
-
May all your wishes come true and, May you achieve everything you desire. Enjoy your day and don ’ t forget to put revari, Popcor...
-
A Christmas Candle Is A Lovely Thing It Makes No Noise At All But Softly Gives Itself Away While Quite Unselfish, It Grows ...
-
1. Koi Khamosh Hai Itna, Bahane Bhool Aaya Hoon Kisi Ki Ik Taranum Mein Taraane Bhool Aaya Hoon Meri Ab Raah Mat Takna Kabhi e Aasmaan Walo...
-
मौसम में मस्त अजब सी ख़ुमारी छा रही है! सुना है कि मोहब्बत की “फरवरी”आ रही है!!
-
ग़ज़लों का हुनर अपनी आँखों को सिखाएंगे, रोयेंगे बहुत लेकिन आंसू नहीं आएंगे. कह देना समंदर से हम ओस के मोती हैं, दरिया की तरह तुझ से मिलने...