BEWAFAA SHAYARI
BEWAFAA SHAYARI HINDI SHAYARI SHAYARIजी तो हम भी ना सकेँगे मगर तुम भी किधर जाओगे॥
ये मशविरा है कि आँखो मेँ बसा लो मुझको,
हम भी सँवर जायेगेँ तुम भी निखर जाओगे॥
-->
Latest Best, Top N Trending Love/Romantic, Teacher/Student, fb SMS, WhatsApp SMS, Dosti Shayari, English Shayari, Hindi Shayari,Jokes, SMS etc.
हम तो तेरे दिल की महफिल सजाने आऐ थे,
तेरी कसम तुझे अपना बनाने आऐ थे,
किस बात की सज़ा दी तुने हमको बेवफा,
हम तो तेरे दर्द को अपना बनाने आऐ थे...
Jaan Kar Bhi Woh Humein Jaan Na Paye;
Aaj Tak Woh Humein Pehchan Na Paye;
Khud Hi Kar Li Bewafai Hum Ne Unse;
Taki Un Par Bewafai Ka Koi Ilzam Na Aaye!
Roz Dhalti Hui Shaam Se Dar Lagta Hai;
Ab Mujhe Ishq Ke Anjaam Se Dar Lagta Hai;
Jab Se Mili Hai Bewafai Mujhe Ishq Mein;
Tab Se Ishq Ke Naam Se Bhi Dar Lagta Hai!
Barbaad Kar Gaye Wo Zindagi Pyaar Ke Naam Se;
Bewafai Hi Mili Sirf Wafa Ke Naam Se;
Zakham Hi Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se;
Aasman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se!
Dhokha Deti Hai Shareef Chehron Kee Chamak Aksar;
Har Kaanch Ka Tukda Heera Nahi Hota!
Ret Pe Naam Kabhi Likhte Nahin;
Kyonki Ret Pe Likhe Naam Kabhi Tikte Nahin;
Aap Kehte Ho Tum Patthar Dil Ho;
Par Patthar Pe Likhe Naam Kabhi Mitte Nahin!
Mat Puch Sabar Kee Inteha Kahan Tak Hai;
Tu Sitam Kar Le Teri Taqat Jahan Tak Hai;
Wafa Kee Umeed Kisi Aur Ko Hogi;
Humein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai!
Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya;
Kya Karu Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya;
Na Karte Wafa To Na Milti Ye Saza;
Shayad Meri Wafaon Ne Hi Tujhe Bewafa Bana Diya!
BEST BEWAFAA SHAYARI
Sachche pyar mein nikle aansu aur rote hue bache ke aansu ek saman hote hai,
Kyun ki dono ko pata to hai ki dard kya hai par kisi ko bata nahi sakte.
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
Plz aaj wah wah na kehna,
Kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai....
Tere liye khudko majboor kar liya,
Zakhmo ko apne nasoor kar liya,
Mere dil mein kya tha ye jaane bina,
Tune khudko humse kitna door liya.
Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
SUBSCRIBE VIA EMAIL