Showing posts with label DARD SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label DARD SHAYARI. Show all posts

Thursday, January 26, 2017

DARD SHAYARI | ग़ज़लों का हुनर अपनी आँखों को सिखाएंगे

DARD SHAYARI


ग़ज़लों का हुनर अपनी आँखों को सिखाएंगे,
रोयेंगे बहुत लेकिन आंसू नहीं आएंगे.
कह देना समंदर से हम ओस के मोती हैं,
दरिया की तरह तुझ से मिलने नहीं आएंगे!!

Monday, November 16, 2015

DARD SHAYARI

DARD SHAYARI

Us Ne Chaha Ke Use Hum Na Mile,
Hum Ne Chaha Ke Use Ghum Na Mile,
Agar Khushi Milti Hai Use Hum Se Juda Ho Kar,
To Yahi Dua Hai ke,
Phir Use Kabhi Hum Na Mile!!!
DARD SHAYARI

DARD SHAYARI

Tere haath ko seene se laga kar roye,
Hum tasweer main tumhe pass bula kar roye,
Tujhe sau bar pukara shab-e-tanhai mein,
Aur har bar tumhien pass na pa kar roye..!!
DARD SHAYARI

DARD SHAYARI

Kal Raat Sapne Mein Teri Tasveer Banna Dali,
Itni Achi Laggi Ki Dil Se Lagga Dali,
Phir Darr Laga Koi Chura Na Le,
Tab Itna Roya Ki Aansuo Se Mita Dali!!
DARD SHAYARI

DARD SHAYARI

Paas Aane Ki Ummed Thi Jinse,
Wo Hi Faasle Bante Chale Gaye,
Hum Toh Paas Aane Ki Koshish Me The,
Na Jane Kyon Woh Dooriya Badhate Chale Gaye!!

Sunday, November 15, 2015

DARD SHAYARI

DARD SHAYARI

Aye-dil mat kar itni mohabbat kisi se,
Ishq me mila dard tu seh nahi payega,
Ek din toot kr bikhr jayega apno k hatho se,
Kisne toda ye bhi kisi se keh na payega...!!!

Saturday, April 18, 2015

DARD SHAYARI

DARD SHAYARI

Tanha Rehna To Sikh Liya Humne,
Pr Khush Na Kabhi Reh Payenge,
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil,
Pr Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge…

Contact Us

Name

Email *

Message *